Samanya Gyan
Dosto Digital Gujarat ki Official Website hai digitalgujarat.gov.in . Aap iss website me jaakr inn sabhi online facilities ka labh utha sakte hai.
Digital Gujarat Portal Handicaped students aur physically disabled ke liye bhi bahut hi saari services aur facilities bhi provide karata hai. agar aap bhi enn me se ek hai to aap jaldi se digital gujarat portal me online register karke inn schemes ka fayda utha sakte hai.
yahi nahi agar future me gujarat sarkar koi nahi scheme launch karti hai to uski update aapko digital gujarat portal mill jayegi.
Dosto Jaisa ki aap jante hai ki 2020 me India Digitalise ho gya hai. vaise hi aap iss android app ke jariye apne mobile se hi inn sabhi facilities ka labh utha sakte hai.
Aap iss app ke jariye hi mobile se apne important documents ko access kar sakte hai. App e-services ka use karke ki iski different services ka labh utha sakte hai.
Mujhe Puri aasha hai ki aapke man me aab koi confusion nahi rahi hogi. Agar abhi bhi aapko koi confusion hai to aap hum comment karke jarur bataye.
Aur Agar aapko post accha lage to isse aapne dosto ke sath jarur share kariyega.
Dhanyawad !!!!
Digital Gujarat Kya Hai | Digital Gujarat Online Registration |
Digital Gujarat Kya Hai ? Yah Kafi logon ko ota nahi hoga. Namaskar Dosto Swagat Hai aapka humare blog me. Kya aap gujarat me rehte hai ? Gujarat Sarkar ne Digital India ke tehet ek naya portal launch hai jiaka naam hai Digital Gujarat.
Agar aapne aabhi tak digital gujarat ka naam nahi suna hai to chaliye dosto aaj mein aapko btane wala hu ki Digital Gujarat Kya Hai ? Hum Digital Gujarat me online register kaise kar sakte hai. Agar aap iske baare me padna chahte hai to iss post ko padte rahiye.
Digital Gujarat Kya Hai | Digital Gujarat Online Registration | Hindi Me Janiye Puri Jankari |
Agar aapne aabhi tak digital gujarat ka naam nahi suna hai to chaliye dosto aaj mein aapko btane wala hu ki Digital Gujarat Kya Hai ? Hum Digital Gujarat me online register kaise kar sakte hai. Agar aap iske baare me padna chahte hai to iss post ko padte rahiye.
Table of Content
- Digital Gujarat Kya Hai ?
- Digital Gujarat Portal Kya Hai ?
- How To Register On Digital Gujarat ?
- Digital Gujarat Me Login Kaise Kare ? How To Login On Digital Gujarat
- How To Change Reset/Change Digital Gujarat Password ?
- Digital Gujarat Scholarship Kya hai ?
- Various Services Provided by Digital Gujarat Portal
- Digital Gujarat Android Application [APP]
- Digital Gujarat Helpline Number
- Conclusion | Digital Gujarat
Digital Gujarat Kya Hai ?
Dosto Digital Gujarat ek online web portal hai jo visesh ruup se Gujarat ke logon ke liye bnaya gya hai. isme bahut saari governmant facility di jaati hai. isme aapko Student Corner, Employment, Revenue, Tourism, Scholarships aur bhi bahut sari services Digital Gujarat aapko provide karata hai. inn sabhi services ka fayda uthane ke liye aapko Digital Gujarat ke online portal per register karna hoga.Digital Gujarat Portal Kya Hai ?
Dosto Gujarat Sarkar ne aapne state ke logon ke liye ye Digital Gujarat Web Portal launch kiya tha. Iske teht Gujarat ke log uun sabhi sarkari suvidhao ke labh online ghar bethe hi kar sakte hai. Iss yogna se aap online Rashan Card, Aay Praman patra, Niwas Praman Patra, Varistha Nagrik Praman Patra, Jaati Praman Patra aur bhi bahut saari facilities ka online use kar sakte hai.Dosto Digital Gujarat ki Official Website hai digitalgujarat.gov.in . Aap iss website me jaakr inn sabhi online facilities ka labh utha sakte hai.
How To Register On Digital Gujarat ?
Dosto aab baat aati hai ki hum Digital Gujarat ke online portal me register kaise kare. kyonki hum inn facilities ka labh bina register kiye hue nahi utha sakte. to chaliye hum aapko stepwise btate hai....Step 1 :- Go To Digital Gujarat Official Website
Dosto Digital Gujarat me Register karne ke liye aapko iski online official website per jaana hoga. aap iss link ke jariye bhi iss website per ja sakte hai - CLICK HEREStep 2 :- Click On Register Button
Dosto aab aapko upper Right Corner me Register ka button milega. aapko REgister karne ke liye uss button per click karna hoga.Step 3 :- Enter Neccessary Details
Dosto aab aapke pass ek naya interface open ho jayega. Jisme aapko Apni Date Of Birth [ DBO ], Mobile Number, Email id, Password Aur Captcha fill karna hoga. uske baad Save per click kar lijiye.Step 4 :- Enter OTP
Dosto aab aapke pass ek naye page open ho jayega. Aab aapke mobile number ek OTP aayega jisko aapne yahan daalna hai jisse aapka mobile number varify ho jayega. Saari Details fill karne ke baad aapko Submit per click kar dena hai.Step 5 :- Enter Name, Area Details, Upload Photo
Dosto aab aapke pass phir se ek nya page open ho jayega. Isme aapko apna name aur area details daalni hogi jaise ki Village, District, Residents, House Address, etc... aur aapko isme apni photo bhi upload karni hai. Iske Baad aapko Update per click kar dena hai.Step 6 :- Done !!!
Dosto jaise hi aap update per click karenge aapka Digital Gujarat ka Account Create ho jayega.Digital Gujarat Me Login Kaise Kare ? How To Login On Digital Gujarat
dosto aab aap jaan jaye honge ki Digital Gujarat me Register Kaise Karna Hai. Aab baat aati hai ki hum Digital Gujarat Me Login Kaise Kar Sakte hai. To chaliye hum aapko batate hai....Step 1 :- Go To Official Website
Dosto Digital Gujarat Me Login Karne ke liye aapko iski website per jana hoga jahan se aap login kar sakte haiStep 2 :- Click On Login Button
Aab aapko upper Right Side Corner me Login ka button dikhai dega. ussper click kare.Step 3 :- Enter Username And Password
Dosto Aab aapke pass ek naya page open ho jayega. Isme aap email id, Mobile Number, Aadhar number se login kar sakte hai. iske baad aapko password daal kar submit me click kar dena hai.How To Change Reset/Change Digital Gujarat Password ?
Dosto Kabhi-Kabhi hum password bhul jate hai ya aapka password kisine dekh liya hai aur kisi vajah se aap apna password change karna chahte hai to ye post padte rahiye. To chaliye dosto hum aapko btate hai ki hum Digital Gujarat ka password kaise change kar sakte hai....Step 1 ;- Go To Website
Dosto password reset karne ke liye aapko sabse pehle iski Website per jaana hogaStep 2 :- Click On Login
Website per jane ke baad login button per click kariyeStep 3 :- Click On Forget password
Dosto Login page per aane ke baad aapko niche ki side forget password ka option milega. ussper click kariye.Step 4 :- Enter Details And OTP
Dosto aap apne password ko email id, mobile number, aadhar number se reset kar sakte hai. phir aapko varify karne ke liye OTP daalna hoga. Uske baad aap submit per click kar dijiye.Step 5 :- Set New Password
Aab new page open ho jayega isme aapko new password enter karna hai uske baad usse confirm karne ke liye phir se new password daale. aapka new password set ho jayega.Digital Gujarat Scholarship Kya hai ?
Agar aap gujarat me primary School se lakar college tk pdde hain toh aap digital Gujarat scholarship ke liye eligible hai. Aap isme online register karke inn services ka labh utha sakte hai.Digital Gujarat Portal Handicaped students aur physically disabled ke liye bhi bahut hi saari services aur facilities bhi provide karata hai. agar aap bhi enn me se ek hai to aap jaldi se digital gujarat portal me online register karke inn schemes ka fayda utha sakte hai.
yahi nahi agar future me gujarat sarkar koi nahi scheme launch karti hai to uski update aapko digital gujarat portal mill jayegi.
Various Services Provided by Digital Gujarat Portal
- Application For New/Duplicate Ration card
- Senior Citizen Certificate
- Religious Minority Certificate
- SC/ST Caste Certificate
- Widow Certificate
- Farmer Certificate
- Income Certificate
- Panchayat
- Cinema License
- Renewel Of Arms License
Digital Gujarat Android Application [APP]
Digital Gujarat Ki baat kare to me aapko bta du ki digital gujarat ne aapna official android app bhi launch kar diya hai jo ki play store per available hai.Dosto Jaisa ki aap jante hai ki 2020 me India Digitalise ho gya hai. vaise hi aap iss android app ke jariye apne mobile se hi inn sabhi facilities ka labh utha sakte hai.
Aap iss app ke jariye hi mobile se apne important documents ko access kar sakte hai. App e-services ka use karke ki iski different services ka labh utha sakte hai.
Digital Gujarat Helpline Number
Dosto Abb aap apni problems ka solution ghar bethe hi kar sakte hai. Digital Gujarat ne 24*7 helpline number lauch kiya hua hai. jisse aap kahi bhi- kabhi bhi apni problems ka solution pa sakte hai vo bhi free me. jii haan ye number toll-Free hai. iska matlab aapko iska koi bhi charge nahi dena hoga.Digital Gujarat 24*7 Helpline Number - 1800-233-5500
Conclusion | Digital Gujarat
Dosto iss post me mene aapko btaya hai ki Digital gujarat Kya Hai ? Digital Gujarat me Register/login kaise kare ? App Digital Gujarat ka password kaise kar sakte hai. Mene aapko iss post me Digital Gujarat Helpline number aur Digital Gujarat Scholarship ke baare me bhi bataya hai.Mujhe Puri aasha hai ki aapke man me aab koi confusion nahi rahi hogi. Agar abhi bhi aapko koi confusion hai to aap hum comment karke jarur bataye.
Aur Agar aapko post accha lage to isse aapne dosto ke sath jarur share kariyega.
Dhanyawad !!!!
Previous article
Next article
This Is The Oldest Page
Leave Comments
Post a Comment