Samanya Gyan
Digimail Kya Hai | Digimail CSC Login, Digimail Password Reset
'Digimail Kya Hai' - Namaskar dosto swagat hai aapka humare blog me. Kya aapne CSC me register kiya hai aur aapko nahi pta ki digimail hume kab milega aur digimail milne ke baad hume kya karna hai to aap bilcul sahi post me aaye hai.
Iss post me aapko bataunga ki Digimail kya hai ? How to Login in Digimail ? How to change/reset digimail paasword ? agar aap bhi ye questions search kar rahe hai to aap ye post padte rahiye aapki sari problem solve ho jayegi. To chaliye aapka jyada time naa lete hue shuru karte hai...
To chaliye dosto aab me aapko batata hu ki digimail milne ke baad kya karna hai. Dosto digimail aapko CSC per registered karne ke 5-6 din me milta hai. vo bhi aapko apne gmail per hi milega.
Mujhe puri aasha hai ki aapko aab koi bhi confusion nahi rahi hogi. agar aabhi bhi aapko koi confusion hai to aap hume comment karke jarur bataye. hum aapke comment ka reply jarur denge.
Aur agar aapko ye post pasand aaye to aap iss post ko apne dosto ke sath jarur share kare.
Dhanyawad !!
Digimail Kya Hai | Digimail CSC Login | Digimail Password Reset | Janiye Puri Jankari Hindi Me |
Iss post me aapko bataunga ki Digimail kya hai ? How to Login in Digimail ? How to change/reset digimail paasword ? agar aap bhi ye questions search kar rahe hai to aap ye post padte rahiye aapki sari problem solve ho jayegi. To chaliye aapka jyada time naa lete hue shuru karte hai...
Table of Content
Digimail Kya Hai ?
Digimail ek email ki tarah kaam karta hai jaise aap gmail use karte hai vaise hi digimail ek mail service hai jisme aapko CSC sambandit jankari hai jaise ki CSC id, aue isse sambandit certificate aur jo notification CSC se aata hai vo iss digimail me hi aata hai.To chaliye dosto aab me aapko batata hu ki digimail milne ke baad kya karna hai. Dosto digimail aapko CSC per registered karne ke 5-6 din me milta hai. vo bhi aapko apne gmail per hi milega.
How To Login on Digimail ?
Digimail me login karne ke liye niche diye gaye nimanlikhit step ko follow kariye :-
Sabse pehle to aapko apna gmail open karna hai jisko aapne CSC registration me register kiya hai. Isme aapko aapka Digimail id aur password milega.Step 1 :- Go To Gmail
Step 2 :- Click On Link
Dosto aapko uss mail ke ander login ka link milega aapko iss link per click karna hai. Link per click karte hi aap Digimail ke login page per aa jayenge.Step 3 :- Enter ID And Password
Aab yahan aapko apna Digimail id aur password daalna hai jo aapko aapke gmail per milla hua hai aur iske baad aapko sign per click kar dena hai.Step 4 :- Get Your CSC ID And Password
Dosto signin karne ke baad aapko digimail ke ander aapko CSC ki ID Aur Password mil jayega. jisse aap CSC portal per login kar sakte hai.How To Change Digimail Password ?
Dosto agar aapka Digimail password kisine dekh liya hai ya aap password bhul gaye hai aur aap apna digimail password bhul gaye hai to hum aapko batane waale hai ki apna digimail ka password kaise change kar sakte hai.Step 1 :- Go To CSC Registeration Official Website
Dosto sabse pehle aapko CSC ki official website per jana hai. aap iss link ke dwara bhi official website me ja sakte hai :- CLICK HEREStep 2 :- Click On my Account
Dosto aab aapko my account per click karna hai aab yahan aapko apna aadhar card number, fingerprint aur captcha fill karke submit per click kar dena hai.Step 3 :- Enter New Password
Dosto jab aap submit me click karoge to aapke pass ek naya interface open ho jayega. isme aapko new password daalne hai, niche phir se aapko vahi nw password daalna hai jo aapne upper daala hai taki password confirm ho sake. Aab aapko submit per click kar dena hai.Step 4 :- Done !!
Dosto Submit per click karte hi aapka password change ho jayegaConclusion | Digimail Kya Hai
Dosto iss post me mene aapko btaya hai ki Digimail kya hai aur hum digimail me kaise login kar sakte hai. Mene aapko iss post me ye bhi btaya hai ki hum Digimail ka password change aur reset kaise kar sakte hai.Mujhe puri aasha hai ki aapko aab koi bhi confusion nahi rahi hogi. agar aabhi bhi aapko koi confusion hai to aap hume comment karke jarur bataye. hum aapke comment ka reply jarur denge.
Aur agar aapko ye post pasand aaye to aap iss post ko apne dosto ke sath jarur share kare.
Dhanyawad !!
Previous article
Next article
Leave Comments
Post a Comment